Apni Aakhon Ke Samander Mein Utar Jaane DeApni aakhon ke samander mein utar jaane deTera mujrim hun, mujhe doob ke mar jaane deZakham kitne teri chaahat se mile hain mujhkoSochta hun kahun tujhse, phir sochta hun ki chod jaane de
Lafzon Mein Kaise Tareef KarunLafzon mein kaise tareef karunLafzon mein aap kaise sama paogeJab bhi puchenge kabhi log aapke baare meinHamari aakhein dekh kar wo sab jaan jayenge
Abhi Kamsin HoAbhi kamsin ho, rehne do, kahin kho dogi dil meraTumhare hi liye rakha hai, le jaana jawaan ho kar
Hai Dil Tera Hai Jaan Teri Hai Imaan TeraHai dil tera hai jaan teri hai imaan teraTo kaise maanu tera muqaddar nahi hun main
Kai Baar Jaan Bujh Kar Dil Toda UskaKai baar jaan bujh kar dil toda uskaShayad ab wo faisla kar le juda hone kaPar har baar wo paas aate gayeMeri galtiyon ko apna banate gaye
Yeh Sahara Jo Na Ho Toh Preshaan Ho JaayeYeh sahara jo na ho toh preshaan ho jaayeMushkile jaan hi lele agar aasan ho jaayeYeh kuch log farihston se bane firte hainMere hatthe kabhi chad jaaye to insaan ho jaaye